Aansiya mai apna banau
Pyar ke rango se usko sajau
Zindagi bhar ki khusiya usme basau
Yaahi aarma mai har pal apne dil me jagau
Kismat apni mai apne haantho se banauDuniya ke buraiyo se mai humesha ladte jau
Anndhere ko mai aise mitau
Fir jeevan ki khud mai roshani ban jau
Kamiya Sari bharti jauKabhi na piche mai mudh kar aau
Sabko yahi batate jau
Jeene ki kala mai sabko sikhau
Gaamo se Mai kabhi haar na jauDushman apni Mai dur bhagau
Aapno sang mai har mushkil par kr jau
Sabke pyar se mai apna aansiya banau
Watch Vidoe
0 Comments