Hawa hindi kavita


Aye hawa tu knha chali
Badi achi teri muskan h
Kuch pal thaher ja baith mere sat
Tujhme hi to jeevan ka Saar h ......

Tum ho to humare chehare par muskan h
Tum ruthi to rutha humse sara jahan h
Teri maujudagi se zindagi me bahar h
Tujhme hi to jeevan ka saar h ....

Kaise karu tera sukriya mai
Labz bhi kam pad jate h
Khud berang hokar sabki duniya me rang bhar jata h
Nisabdh sa ho gya hu mai
kyoki aye hawa tujhme hi jeevan ka saar h -2

Watch Video

Post a Comment

0 Comments